Saturday, August 30, 2008

One More Shaayari

Toote hue dil pe sabh haste hai;
Har sacche ashik ko log paagal samajhte hai;
Dil hamare ko khilona samajhte hain woh;
Jab chahte hain humse khelte hain!

Pyaar main paagal yeh na samajh paaya;
Unke liye dil lagana bhi ek khel hain;
Shamma banke parwane ko jalaana:
unka haaseen khel hai

No comments: