Saturday, August 30, 2008

Some More

Kuch Din Pehle Ek Ajnabi Se Mila Tha;
Dil Main Armaano Ka Ek Phool Khila Tha;
Ajnabi To Pardes Chala Gaya;
Jaane Kaha Kis Aur Mood Gaya;
Yaadon Ka Guladasta Hame De Gaya;
Dartaa Hoon Ke Yeah Guldasta Na Murjha Jaaye;
Uske Intezaar Main Kahi Dil Mera Na Toot Jaaye.
-------------------------------------------------

Dil Maangta Hai Uska Saath;
Jo Choodhgaye Hame Ek Raat;
Sahara Jise Jeene Ka Samajhte Thee;
Aaj Who Sahara Choodh Gaye;
Wafa Unse Karne Ko Ab Bhi Dil Karta Hai;
Jinka Wafa Ka Koi Irada Nahi Lagta Hai.

One More Shaayari

Toote hue dil pe sabh haste hai;
Har sacche ashik ko log paagal samajhte hai;
Dil hamare ko khilona samajhte hain woh;
Jab chahte hain humse khelte hain!

Pyaar main paagal yeh na samajh paaya;
Unke liye dil lagana bhi ek khel hain;
Shamma banke parwane ko jalaana:
unka haaseen khel hai

Friday, August 29, 2008

Yaaraan de yaadaan

Yaadein jab aati hai;
Aankein naam ho jaati hai!

Yaaron ke mehfil;
jo chai ke dukan main jamti thi;
Ek cup ke saath puri shham guzar jaati thi!
Wada pav ke paarty thi;
Bina ek chavani ke;
Udhaar main samose khaate the;
Yaaron ke naam pai;
Chup chap chale jaate the;
Jab bill ke thaali aati thi!

Aankein naam ho jaati hai;
Yaadein jab aati hai!

Kudiyo ko neeharte;
pura saal beet jaata tha!
Exams main phir;
Apna baap nazar aata tha!
Fail hone ke darse;
Raat ko neend nahi aati thi!
Paper likhte waqt;
Duniya ghoom jaati thi!
Sabse zyaada yaad bhagwaan ke aatt thi;
aage peeche walo ke barose parkisha nikal jaati thi!

Saara saal jin kudiyon ko neehara;
Woh sabh agli kaksha main pahuch jaati!
Ummed nahi chodi kabhi;
Is saal college main nayi kudiya jo aati thi!

Tasveer

Tu nahi toh;
teri tasveer se guftagoo karta hoon!
Jaamse nahi;
teri aankhoonke payaale se pita hoon!
Ek baar haan karde;
toh dekh kaise iss jahaanse ladta hoon!

Samander

Samander main paani bahut hai;
Par koi usee pee nahi sakta!
Judaai ka dard bahut hai;
Par marhamse doou nahi hota!
Yeh dard he meri dawaa hai;
Koi vaid illaz kar nahi sakta!

Din Aap Ho...........

Din aap ho;
Raat bhi aap!
Subah aap ho;
Shaam bhi aap!
Diwaanese poocho;
Diwaane ke Manzil bhi aap ho!

खुशबू

गुलाब मैं खुशबू बहुत है;
मैं इसको पा नहीं सकता!
फूल तो मुरझा जायेगा;
मैं इसको रोक नहीं सकता!
वक़्त आगे बढ़ जाएगा मैं;
कोई इसको बदल नहीं सकता!
यादें रह जायंगे;
कोई उन्हें भूल नहीं सकता

Tuesday, August 19, 2008

Finally..... Singh is Here

Waheguruji Ka Khalsa
Waheguruji Ki Fateh

Finally.... I am going to defeat myself, by starting to post on my own blog. Oh what a relief I must say.

Anyway, welcome to Guri da page!

I was waiting to start with something very interesting to share with before continuing blogging on different issues. What I forgot was
Chalne ke liye Girna zaroori hai;Aur Girne ke liye chalna!Is tarahhe maanzil payega;
bus ek kadam se badhna!

And here I am taking my first kadam by posting this blog!

I have named it Apna Page. This is a place for me mera apna page jo marzi likho kaun saala rokta hai :-) .

I used to write poems long back but unfortunately stopped since long time and now again through this blog I would want to share some of my poems amd other poets as well

And if itz my blog I need to write about myself as well
Apni Nazarse khudiko
Dekhana
mumkin nahi
Apni Zabaanse Khudi ko
bayaan karna
aasaan nahi
Likh kar apna parichay
khuli kitab ban jaaoon
Mujhe Padnhe ke liye
Chashma Dil ka laga lena
Professionally I am from Media background and aims to make it big in the industry.

Personally I am a friendly person who likes to spend a lot of time with friends ( reason is I am still single and yes very much ready to mingle) and family.

Well I shout admit One thing that even if I am such a lazy chap I have still managed to write quite a bit on my first blog.

So people keep coming to apna page and share some beautiful poems and thoughts with me. Jo dil main ho bol dena

Have a nice day and keep smiling.

Guri

Salaam karne ka jab waqt aatta hai
Salam karne ko dil nahi karta
Zamaana lakh bura bole
Zamana chod jaane ko jee nahi karta

As said by Pammi Bai

"Jee Nahi Jaan noo karda Rangalee Duniya toan"